Wednesday, August 4, 2021

MALANG

Song: Malang Title track
Movie: Malang
Stars: Aditya Roy Kapur, Disha Patani, Anil Kapoor & Kunal Khemu
Singers: Ved Sharma
Lyrics: Kunaal Vermaa & Harsh Limbachiya
Music Composition: Ved Sharma
Music Label: T-Series
To listen or download the song



LYRICS

Kaafira Toh Chal Diya Iss Safar Ke Sang
Kaafira Toh Chal Diya Iss Safar Ke Sang
Manzilein Na Dor Koyi Leke Apna Rang

Rahun Main Malang, Malang, Malang
Rahun Main Malang, Malang, Malang
Rahun Main Malang, Malang, Malang
Main Malang Haye Re

Main Bairagi Sa Jeeu Ye Bhatakta Mann
Main Bairagi Sa Jeeu Ye Bhatakta Mann
Ab Kahan Le Jayega Ye Awarapan

Rahun Main Malang, Malang, Malang
Rahun Main Malang, Malang, Malang
Rahun Main Malang, Malang, Malang
Main Malang, Haye Re

Hai Nasibon Mein Safar Toh
Main Kahi Bhi Kyun Rukun
Oh Ho Oh

Hai Nasibon Mein Safar Toh
Main Kahi Bhi Kyun Rukun
Chodke Aaya Kinare
Beh Saku Jitna Bahun

Din Guzarte Hi Rahe
Yun Hi Be-Mausam
Raaste Tham Jaye Par
Ruk Na Paye Hum

Rahun Main Malang, Malang, Malang
Rahun Main Malang, Malang, Malang
Rahun Main Malang, Malang, Malang
Main Malang Haye Re


Rubaru Khud Se Huya Hu
Mujhe Mein Mujhko Tu Mila
Oh Ho Oh

Rubaru Khudse Huwa Hu
Mujhe Mein Mujhko Tu Mila
Badalo Ke Iss Jahan Mein
Aasmaan Tujhme Mila

Pighli Hai Ab Raat Bhi
Hai Sehar Bhi Ye Nam
Naa Khuda Main To Raha
Ban Gaya Tu Dharam

Rahun Main Malang, Malang, Malang
Rahun Main Malang, Malang, Malang
Rahun Main Malang, Malang, Malang
Main Malang Haye Re

Previous Post
Next Post

post written by:

0 comments: